Take Chandra Prabha vati 1tab bd Vastayamatakaghritam 1atb bd Goksuradi Guggulu 2tab bd Siva gulika 1tab bd U ll get results
क्या मेरे प्रोस्टेट समस्याओं और पेशाब की दिक्कतों का कोई इलाज है? - #48422
mera prostate psa 8.9 hai. kya iska davaa se ilaaj sambhav hai ? aur letreen bahut mushkil aur thodi thodi der baad bahut zor lagaane par thoda thoda aata hai aur zor lagaane par sir par dabaao padtaa sir dard karne lagtaa hai jabki tight ya sushk letreen kabhi nahi aata hai aur hamesh pet me gas aur phoola phoola rehtaa hai. sham / raat me gas seene par kabhi daayen kabhi baayen dil ki taraf chadhti hai. peshaab baar baar aanaa aur baad zara - zara der me aati rehti hai bleder poori tarah khali nahi hota hai. kya ilaaj sambhav hai ?
How long have you been experiencing these urinary symptoms?:
- More than 6 monthsOn a scale of 1 to 10, how severe is your pain when urinating?:
- 4-6 (moderate)Do you have any dietary restrictions or preferences?:
- No restrictions, I eat everythingइस स्थिति के लिए डॉक्टर द्वारा सुझाए गए उपचार


डॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं
AAP KE PSA 8.9 KE SAATH AUR BAR-BAR PESHAAB AANA BLADE POORI TARAH KHALI NA HONA ZOR LAGANE PAR HEADACHE LETREEN ME DIFFICULTY AUR PET ME GAS PHOOLAN AYURVEDA KE NAZARIYE SE VATA PRADHAAN KAF VATA IMBALANCE AUR MUTRASHAY KE STHANA BHRAMIT HONE KO DARSHATA HAI ISKA MATLAB HAI KI AAPKE MUTRAPIND AUR URINARY CHANNELS ME VATA AGRAVIT HAI JISKI WJA SE PESHAAB ME DARD BLADE KHALI NA HONA AUR FORCE LAGANE PAR HEADACHE AUR TENSION HO RAHI HAI
INTERNAL MEDICINES KE LIYE AAP LE SAKTE HAIN SHEETAKALA CHURNA 1/2 TEASPOON 2 TIMES DAILY WARM WATER KE SAATH JO MUTRAPIND KO SHANT AUR PESHAAB KO REGULAR KARTA HAI GOKSHURA KWATH 40 ML 2 TIMES DAILY MUTRAPATHI FUNCTION KO SUPPORT KARTA HAI PUNARNAVA MANDUR 1 TABLET 2 TIMES DAILY AFTER FOOD WARM WATER KE SAATH URINARY FUNCTION AUR IRON METABOLISM KO IMPROVE KARTA HAI
EXTERNAL CARE ME DASHMOOL TAILA SE LOWER BACK AUR PET PAR DAILY 10 MINUTES ABHYANGA VATA SHAMANA AUR GAS RELIEF ME MADAD KARTA HAI PET ME GAS AUR PHOOLAN KE LIYE TRIPHALA CHURNA 1/2 TEASPOON NIGHT ME WARM WATER KE SAATH LENE SE VATA AUR KAF CONTROL ME AATA HAI
DIET ME EASY TO DIGEST FOODS WARM LIQUIDS CURD DAL KHICHADI GHEE FRUITS LIKE APPLE POMEGRANATE INCLUDE KAREN AUR AVOID FRIED SPICY JUNK FOOD COLD DRINKS EXCESS TEA COFFEE YE VATA AUR GAS AGRAVATION KO BADHATE HAIN
INVESTIGATIONS JO AYURVEDIC TREATMENT SE PEHLE AUR MONITORING KE LIYE KARNE CHAHIYE WO HAIN PSA REPEAT TEST ULTRASOUND PROSTATE URINE ROUTINE BLOOD SUGAR LIVER AND KIDNEY FUNCTION TEST SERUM CALCIUM MAGNESIUM YE SAB DEKHNA IMPORTANT HAI TAKI PSA ELEVATION KA KARAN CLEAR HO AUR KISI ORGANIC PROBLEM KO RULE OUT KIA JA SKE
AYURVEDIC TREATMENT CONSISTENTLY 8 TO 12 WEEKS TAK FOLLOW KARNE SE URINARY FLOW IMPROVE HOGA BLADE POORI TARAH KHALI HONE LAGI GAS PHOOLAN HEADACHE OR TENSION RELIEVE HOGI LEKIN PSA HIGHNESS KO MEDICAL CHECK KE SAATH MONITOR KARNA ZARURI HAI AUR STRONG HERBS YA SELF MEDICATION SE BACHNA CHAHIYE

100% गुमनाम
600+ प्रमाणित आयुर्वेदिक विशेषज्ञ। साइन-अप की आवश्यकता नहीं।
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।
