पंच तत्व थेरेपी में आंखों की रोशनी बढ़ाने के लिए सबसे अच्छी मुद्रा कौन सी है? - #54583
Aankho ki roshni badhane ke liye kauni mudra hai..,..panch tatv chikitsa mai....kaunsi mudra best hai..... ........jabsdkdlsnsshhsggggggggggggggggggggggggsvdvdgsgdgdgdhdhdhdhdhdhdhdhdhdhdhdhdhddndndjdjjdjdhddhdhehheehehheheheeheheh
How long have you been experiencing issues with your eyesight?:
- More than 1 yearWhat specific vision problems are you facing?:
- Difficulty seeing at nightHave you tried any treatments or exercises for your eyesight before?:
- No, this is my first attemptDo you experience any discomfort or pain in your eyes?:
- Mild discomfortHow often do you practice yoga or meditation?:
- NeverWhat is your overall eye health history?:
- Wearing glasses or contact lensesडॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं
Aankhon ki roshni aur drishti shakti ke liye panch tatva chikitsa mein agni aur vayu tatva ko balance karna sabse important hota hai. Best mudras Pran Mudra Anulom vilom ke saath ya alag se Angutha + anamikā + kanishtika ko milakar 10 to 15 minute, din mein 2 baar Netron ki roshni, nerve strength aur fatigue mein labhdayak Surya Mudra Anamikā ungli ko anguthe ke jad se dabakar 10 minute subah Drishti ki mandagni aur metabolic weakness mein upyogi Shakti Mudra Haath band karke ungliyan andar fold karke 5 to 10 minute Eye strain aur vata shaman ke liye Ayurvedic support treatment Triphala churna 3 to 5 gram raat ko sone se pehle garam pani ke saath Saptamrita Lauh 1 tablet subah shaam khane ke baad Anu taila nasya 2 drops har nostril subah (doctor supervision preferred) Netra tarpana therapy ghee se weekly once (very effective for vision improvement) Diet advice Ghee 1 to 2 teaspoon daily Amla, carrot, green leafy vegetables Screen time kam karein aur neend poori lein
Eye sight ko improve kar ne ke liye aap tratak kar sakte ho, or ayurveda mai tarpan bataya gaya hai vo kar sakte ho,
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।