दवाई लेने के बाद अगर भूख नहीं लग रही है, नाक बंद है, और ठीक से सुनाई नहीं दे रहा है तो क्या करें? - #56026
Ek sait ko langs kam nahi kar raha hai jiske chalte hard bit sunai nhi de raha hai aur bhukh nhi lag raha pet saaf nhi ho raha hai naso ko bhi feel nahi kar pa raha hu jiske chaltebahut paresani ho rahi hai asa lagta h jase ander ki sakti katam ho gayi hai ye sab parsani se may bahut paresan hu mera body ko kuch khane se nhi lag raha hai ek medicin khaya hu jiska sadifect ho gaya hai khakar m seeram aaraha kiya karu samaj m nhi aaraha hai sir please help me saash to le raha hu lekin pet k ander se chest se nahi sari ko fever hone par bhi feel hahi hota hai pet saaf nahi hota hai
डॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं
Aapke lakshan — saans theek se feel na hona, heartbeat mehsoos na hona, bhukh bilkul kam hona, pet saaf na hona, sharir me kamzori aur “andar ki shakti khatam” jaisa lagna — agar kisi medicine ke baad achanak shuru huye hain, to isko lightly nahi lena chahiye. -----Ye sirf “gas” ya “weakness” bhi ho sakta hai, lekin kabhi-kabhi medicine side effect, anxiety/panic, nerve weakness, severe constipation, acidity, ya heart/lung related problem bhi ho sakti hai. Isliye ek baar physician/chest specialist se jaldi checkup karwana zaroori hai. —rx 1) Hingwashtak Churna – 2 gm BD after meals with warm water. 2) Ashwagandha Churna – 3 gm HS with warm milk. 3) Saraswatarishta – 15 ml + equal water BD after meals. 4) Gandharvahastadi Erand Taila – 2 tsp HS with lukewarm water for constipation. 5) Draksharishta – 15 ml + equal water BD after meals if weakness & appetite loss. —Advice: Warm, light food; avoid oily, spicy, cold items. Adequate sleep, avoid stress/anxiety. Deep breathing/pranayam slowly. Avoid self-medication & intoxicants. ----Investigations: CBC, BP, ECG, Blood Sugar, Thyroid Profile. —Note: Agar severe chest pain, saans zyada rukna, chakkar ya weakness badhe to immediately physician/hospital consult karein.
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।