लगातार सोरायसिस के लिए मार्गदर्शन की तलाश - #52342
Muje psoriasis ki problem h. Bahut sari davai le li lekin thik nahi ho raha hai. Ayurvedic davai se bhi thik nahi ho raha h kya karu kuch pata nahi chal Raha hai please guide me
How long have you been experiencing psoriasis?:
- 6 months to 1 yearWhat triggers your psoriasis flare-ups?:
- StressHow would you describe the severity of your psoriasis?:
- Severe, widespread patchesडॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं
Psoriasis alag types ke rehte hain, alag reasons se hote hain. Apka detail main case Lena hoga jise exact diagnosis karke treatment plan kar sakte hain. App personal consultation lijiye.
I completely understand your concern. Psoriasis ek chronic condition hai, aur jab yeh severe aur widespread ho jata hai, toh har patient me iska treatment alag tarike se plan karna padta hai. Aapne already kaafi medicines try ki hain, isliye bina aapki detailed history (diet, digestion, stress level, sleep, previous treatments, etc.) samjhe sahi direction dena mushkil ho jata hai. Ayurveda me psoriasis ka treatment possible hai, lekin iske liye individual body type aur condition ke hisaab se treatment plan bahut zaroori hota hai—sirf general medicines se control nahi hota. Isliye main aapko strongly recommend karungi ki aap ek proper consultation book karein, taki main aapka case detail me evaluate karke aapke liye customized treatment plan (internal medicines + diet + lifestyle + external care) bana saku.
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।