Best doctors available right now
कुछ खाने के बाद मेरा शरीर चिपचिपा और दर्द भरा क्यों महसूस होता है? - #50266
Mera ansu ab chipchipa ho gaya hai, pehle pani jaisa tha. Kya dikkat hai, Main kabhi bhi dahi meethe wali ya ganna ras piti hu, full body pain hota hai bahut jayada, vaise hi salad khane se body pain hota hai. Agar green leafy vegetable kha lu to bahut body pain hota hai. Jis din main bhar pet aur heavy diet leti hu, uske kuch din achcha feel karti hu, mood bahut achcha rahta hai. Aur kheer khane se aur mithai khane se full body swelling ho jati hai. Pani pine ke thodi der baad body swelling ho jati hai. Please root cause bata dijiye, Pitta body type hai natural heat rahta hai body me. Din bhar body garm lagta hai aur raat me normal.kabhi kabhi summer mein bhi raat me aise hi so jati hu, fan ki bhi jarurat nahi padhti.
How long have you been experiencing these symptoms?:
- More than 6 monthsDo you notice any specific foods that trigger your symptoms?:
- Salads and leafy greensHow would you describe your overall digestion?:
- Good, occasional discomfort

100% गुमनाम
600+ प्रमाणित आयुर्वेदिक विशेषज्ञ। साइन-अप की आवश्यकता नहीं।
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।
