Ask Ayurveda

/
/
/
टिनिटस और सुनने की समस्या के समाधान की तलाश
मुफ्त! आयुर्वेदिक डॉक्टरों से पूछें — 24/7
आयुर्वेदिक डॉक्टरों से 24/7 जुड़ें। कुछ भी पूछें, आज विशेषज्ञ सहायता प्राप्त करें।
500 डॉक्टर ऑनलाइन
#1 आयुर्वेद प्लेटफॉर्म
मुफ़्त में सवाल पूछें
00घ : 51मि : 42से
background image
यहां क्लिक करें
background image
Ear, Nose, and Throat Disorders
प्रश्न #46625
54 दिनों पहले
395

टिनिटस और सुनने की समस्या के समाधान की तलाश - #46625

Client_7b5973

टिनिटस सुनने की क्षमता में कमी दाईं तरफ 80% बाईं तरफ 40% एवीएन दाईं तरफ तीसरे स्टेज में बाईं तरफ पहले स्टेज में 2009-2011 में कैंसर का कीमोथेरेपी रेडियोथेरेपी के साइड इफेक्ट्स हैं ये समाधान?

How long have you been experiencing tinnitus?:

- More than 6 months

Have you noticed any specific triggers for your tinnitus?:

- No specific triggers

How would you describe your overall energy levels?:

- Moderate
मुफ़्त
प्रश्न बंद है

इस स्थिति के लिए डॉक्टर द्वारा सुझाए गए उपचार

मुफ्त! आयुर्वेदिक डॉक्टर से पूछें — 24/7, 100% गुमनाम
किसी भी समय विशेषज्ञ उत्तर प्राप्त करें, पूरी तरह से गोपनीय। साइन-अप की आवश्यकता नहीं।
background-image
background-image
background image
banner-image
banner-image

डॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं

Take sarivadi vati 1tab bd, sapthamritha lauha 1tab bd go for karnapurana consulting the ayuevedic shalakya ENT SPECIALIST

Dr RC BAMS MS

12914 उत्तरित प्रश्न
34% सर्वश्रेष्ठ उत्तर
स्वीकृत प्रतिक्रिया

0 उत्तर

Jo aap bata rahe hain tinnitus, hearing loss right ear me 80 percent aur left me 40 percent, saath hi AVN right side stage 3 aur left side stage 1, aur pehle 2009-2011 ke beech cancer ke liye chemotherapy aur radiotherapy ka history, ye sab ek hi chain ka hissa hai.

chemotherapy aur radiotherapy ke baad body ke kai sensitive tissues par long term side effects ho sakte hain. Inner ear ke cochlea aur auditory nerve bahut delicate hote hain. Chemotherapy drugs aur radiation se wahan ke nerve cells aur blood supply dheere dheere damage ho jaate hain. Isi wajah se kaanon me ghanti, seeti ya awaaz aana tinnitus hota hai, aur hearing dheere dheere kam hoti hai. AVN ka matlab hota hai haddi tak khoon ka supply kam ho jaana. Radiation aur chemo ke baad micro circulation weak ho jaati hai, jis se femoral head jaise areas me bone nourishment kam ho jaata hai, aur stages ke according damage badhta hai.

Is sthiti me treatment ka uddeshya poori tarah se turant cure ka wada karna nahi hota, balki Vata ko shaant karna, nerve aur bone nourishment badhana, circulation improve karna aur symptoms ko dheere dheere control me lana hota hai.

Ashwagandha churna 3 gram subah aur shaam garm doodh ke saath Sarivadi vati 2 tablet din me do baar bhojan ke baad garm paani se Maha Vat Vidhwansan Ras 1 tablet subah shaam bhojan ke baad, ye Vata aur nerve pain ke liye bahut upyogi hai Brihat Vata Chintamani Ras 1 tablet subah khaali pet shahad ya ghee ke saath, agar BP aur kidney parameters stable ho Dashmool kwath 15 ml barabar paani mila kar shaam ko bhojan se pehle

AVN ke liye bahari aur andar se snehan bahut zaroori hai Mahanarayan Taila se hip joint aur thigh area par roz raat ko 10–15 minute halka malish Bahut thandi jagah par baithna aur zameen par seedha baithna avoid karein

Dono haathon ke little finger ke middle joint par ring ke jaise sky blue colour roz lagayein Din ke samay lagbhag 4 ghante rakhe

Bahut zyada chalna, bhaagna, weight uthana AVN me avoid karein Raat ko der tak jaagna Vata ko aur bigaadta hai Bahut thanda, sukha aur processed food kam rakhein Ghee ka niyamit matra me sevan karein

Is condition me improvement dheere dheere hota hai. Tinnitus ki intensity kam hona, kaan me pressure ya irritation kam hona, hip joint ke pain aur stiffness me relief aana, ye sab positive signs hote hain. Niyamit aushadhi, patience aur body ko support dena yahan sabse bada ilaaj hai.

4271 उत्तरित प्रश्न
39% सर्वश्रेष्ठ उत्तर
स्वीकृत प्रतिक्रिया

0 उत्तर
Speech bubble
मुफ्त! आयुर्वेदिक डॉक्टर से पूछें — 24/7,
100% गुमनाम

600+ प्रमाणित आयुर्वेदिक विशेषज्ञ। साइन-अप की आवश्यकता नहीं।

ऑनलाइन डॉक्टर

हमारे डॉक्टरों के बारे में

हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।


संबंधित प्रश्न

ऑनलाइन डॉक्टर

नवीनतम समीक्षाएँ

Grace
11 घंटे पहले
Thanks a ton for the advice! Your answer cleared up my doubts about long-term use. Triphala churn really seems easy and promising. Appreciate it!
Thanks a ton for the advice! Your answer cleared up my doubts about long-term use. Triphala churn really seems easy and promising. Appreciate it!
Mateo
13 घंटे पहले
Thanks! Your advice was super helpful. The suggestions were clear, made a huge difference for my issue. Really appreciate it!
Thanks! Your advice was super helpful. The suggestions were clear, made a huge difference for my issue. Really appreciate it!
Elizabeth
13 घंटे पहले
This advice was really straightforward and super helpful! Totally put my mind at ease—now I've got a solid game plan. Cheers! 😊
This advice was really straightforward and super helpful! Totally put my mind at ease—now I've got a solid game plan. Cheers! 😊
Jackson
13 घंटे पहले
Your response was incredibly reassuring! Thanks a lot for the detailed advice. I'll definitely try following your suggestions.
Your response was incredibly reassuring! Thanks a lot for the detailed advice. I'll definitely try following your suggestions.