Body hair - #20708
Meri 7 saal ki daughter hai. uski body me bohot hair hai like underarms me hands nd legs pe,so use bohot sarm aati hai Vo bar bar bolti rehti hai Mene sab kuch try kar liya jo kids ke hair ko hatane ke liye karte hai kuchh fark ni pada
100% Anonymous
completely confidential.
No sign-up needed.

Doctors’ responses
Haldi aur foods ka Lep Lata sakte ho. Magar 7 Saal mei hair growth ka exact cause Jhanae me liye, ek baar paediatrician/ endocrinologist ko consult karo
You should consult Endocrinologist.
Hello Viral! ek chhoti bacchi ke liye body hair ki wajah se sharmaana ya conscious feel karna emotionally tough ho sakta hai. Ye baat bhi zaroori hai ki aap uske emotional support ban kar uski selfconfidence ko boost karein, saath hi gently us problem ko manage karne ki koshish karein. ye 2 cheezein aapko krni hai 1.safer side pe jo bachho ki skin ke liye sahi hain vo 2 trike mein aapko bta rahha hu hair removal ke liye ubtan: Weekly ek gentle haldi + besan + doodh/rose water ka lep lagayein (very light rubbing, koi force nahi). ya Raw papaya pulp + turmeric: Hair thinning mein help karta hai agar regularly lagaya jaye.
iske sath m bachhi ko mental support karein aur ek baar pediatrician ya pediatric endocrinologist se consult zaroor karein.
Haldi aur doodh ka lep apply kar sakte ho. Magar 7 year child ko excess hair growth ka exact cause ko pata laganae ke liye, paediatrician/ endocrinologist ka consult Kare 1 st message lot of typo mistake
Kindly consult Endrocrinologist
You consult paediatric endocrinologist Meanwhile You can apply paste of turmeric powder+ besan + milk + multani mitti powder + milk keep for 10 mins and wipe with water
This is an endocrinal problem, u should have a proper consultation and tests for the lil one .
Having too much of body hair at this age must be some hormonal issue So you must consult an Endocrinologist. Along with that You need to make sure that, child is going through a Proper lifestyle and food habits Reduce /Avoid too much of spicy oily foods like junks, promote her for involving in more physical activities rather than Sedentary lifestyle , You can Apply Turmeric powder + Multanimitti + Honey /milk , Along with that we can add shankabhasma (if capsule is available you can open it and that powder can be used ) . Before Applying over body you can go through a patch test , and if you are allergic to turmeric better avoid turmeric.
That is not a good sign, it is insulin resistance problem, leads to infertility, pcos, thyroid, better go for complete detailed doctor consultation.
Is umr mein, kuchh bachcho mein hormonal imbalance ki wajah se is tarah ki body hair dikhta hai, aur yeh samay ke sath khud hi adjust ho sakta hai. Lekin aapki beti ke discomfort ko samajhna zaroori hai. Ayurveda mein, hum doshas ki samajh se shuruat karte hain, aur aapki beti ke sharir mein pita kapha imbalance hone ka sanket hai.
Sabse pehle, khayal rakhein ki uski diet balanced ho. Uski bhojan mein pitta ko shant karne wale anna jaise dhaniya, saunf, aur neem ka samavesh karein. Aise bhojan se doshas mein sudhar ata hai. Uski diet se processed or spicy foods ko hataye, kyunki ye pitta ko bada sakte hain.
Aap haldi, besan, aur dahi ka ek simple ubtan bhi try kar sakte hain. Ubtan ko gently har hafte ek ya do baar uske hath aur pair pe lagaye. Isse skin ko nutrients milte hain aur dhire dhire keshayomasan (hair) ko kam hone mein madad mil sakti hai.
Nitya dinachehraya (daily routine) mein taral snan aur mritika lepana (using natural clay or mud pack) ko shamil karna bhi faydemand ho sakta hai, inka rog sehikan (antibacterial) aur doosh ka harn (balancing doshas) gun hote hain.
Yadi yeh upaye se koi asar na dikhe, toh kisi Ayurvedic specialist se sampark karein jo bachon ki specific biadhi aur unke prakriti ke anusar chikitsa dey sake. Hum anth mein kehenge ki kisi bhi skin ke liye products ka istemal karte samay yah zaroori hai ki wo products kids friendly ho aur allergen-free rahein.

100% Anonymous
600+ certified Ayurvedic experts. No sign-up.
About our doctors
Only qualified ayurvedic doctors who have confirmed the availability of medical education and other certificates of medical practice consult on our service. You can check the qualification confirmation in the doctor's profile.