Loss of Sensation and Erection Issues After Masturbation - #39961
Hlo dr.. Mai masturbate kr rha tha..complete nhi hua.. Phir urine ke raste se 2 bund nikla... Tb se mera sensation nhi aa rha h.. Nhi feelings... Erection to bilkul nhi.. Uske baad se notice kr rha hu.. Penis apne आप फैल raha oor सिकुर raha h .. Samjh nhi aa rha drSahab.. Plzz help me.. Mai kl v mssg kiya tha
How long have you been experiencing loss of sensation and erection issues?:
- Less than 1 weekHave you noticed any other symptoms accompanying these issues?:
- No other symptomsWhat is your overall lifestyle like?:
- Moderate activity, some exerciseअभी हमारे स्टोर में खरीदें

डॉक्टरों की प्रतिक्रियाएं
Aapka concern samajh mein aata hai aur main iske liye kuch Ayurvedic upay batata hoon. Pehle toh yeh bilkul zaroori hai ki istarha ke symptoms me agar kafi dino tak sudhar nahi hota, toh turant kisi qualified medical professional se salaah le.
Ayurveda ke anusaar, yeh vata dosha ki imbalance ka sanket ho sakta hai. Vata prakop ko shaant karne ke liye apko kuch dinon tak masturation se door rehna chahiye. Din mein kam se kam 6-8 ghante ki achi neend lein. Kam stress lijiye, kyunki stress bhi vata dosha ko badha sakta hai.
Diet bhi mahatvapurna hai. Aahar me garam, unctuous aur nourishing padarth shamil karein jaise ki doodh, ghee, badam aur dates. Ye tajeer dhatu ko majbooti dekar reproductive system ko boost karte hein. Aap ashwagandha ya shatavari chooran ka istemaal bhi kar sakte hain, jo sexual health aur vata dosha ko sanbalta hein. 1 chamach doodh ke sath raat ko lein.
Daily massage karna bhi accha rahega. Tils oil ya sesame oil ko halka sa garam karke penis area me massage karne se blood circulation improve hota hai aur vata ka shanth karne me madad milta hai. Isse din me ek baar karke dekhein, lekin bohot zyada pressure kisi bhi area pe na dalen.
Yoga aur pranayama bhi beneficial rehega. Anulom vilom aur bhramari pranayama jaise breathing exercises tension ko kam karte hei aur relaxation mein madat karte hein.
Agar kuch din me koi betterment nahi hota, ya symptoms barh rahe hai, toh kisi specialist se milna bilkul zaroori hai. Yeh ensure karaega ki aapko koi underlying medical condition nahi hai. Take immediate action if necessary.

100% गुमनाम
600+ प्रमाणित आयुर्वेदिक विशेषज्ञ। साइन-अप की आवश्यकता नहीं।
हमारे डॉक्टरों के बारे में
हमारी सेवा पर केवल योग्य आयुर्वेदिक डॉक्टर ही परामर्श देते हैं, जिन्होंने चिकित्सा शिक्षा और अन्य चिकित्सा अभ्यास प्रमाणपत्रों की उपलब्धता की पुष्टि की है। आप डॉक्टर के प्रोफाइल में योग्यता की पुष्टि देख सकते हैं।
